How to Get AdSense Account Approved for Blog In Hindi [ 2021 ]

How To Get Adsense Approval Trick 2019- 

Blog Ke Liye Adsense Approval Kaise Le -

adsense account approval kaise karaye 10 popular tricks

Adsense Approved Trick In Hindi -


Hum Sabhi Jaante Hai Hume Apne Blog Se Paise Earn Karne Ke Liye Use Monetize Karna Padta Hai. Iske Liye Hume Adsense Ki Jarurat Padti Hai But Adsense Approval Lene Me New Bloggers Ko Muskil Ka Samna Karna Padta Hai.

Adsense approved trick hindi
Adsense Approved Hindi

Aaj Hum Aapko Kuch Aise Trick Denge Jinki Madad Se Aap 100% Adsense Ka Approval Le Sakte Hai. Chaliye Trick Shuru Karte Hai :)

Blog Ke Liye Adsense Approval Trick - 


1 -  Adsense Ka Approval Lene Ke Pahle Aapko Apne Blog Par Kam Se Kam 15 Quality Article Hone Chahiye. Aap Khud Se Article Likhe Aur Kahi Se Copy Na Kare.

2 - Apne Blog Ke Liye Adsense Approval Lene Se Pahle Aap Apne Blog Par Contact, About Ye 2 Page Add Jarur Kare

3 - Apne Blog Par Copyright Images Ka Use Na Kare , Aap Copyright Free Images Ka Use Kare

4 - Apne Blog Ke Lie Custom Domain Like , .Com , .In Ka Use Kare

5 - Aapke Blog Ka Theme Clean Aur Light Weight Hona Chahiye

6 - Apne Blog/Site Ko Google Search Console Me Add Jarur Kare. 

To Yahi The Aaj Ke Trick , In Trick Ki Help Se Aap 100% Adsense Approval Le Sakte Hai :)
Adsense approve trick
Adsense Approve Tricks

My Words -

Aap In Trick Ko Use Kare , Isi Trick Ko Use Karke Mai Apne Blog Ke Liye Adsense Approval Leta Hu

Post a Comment

Previous Post Next Post