Dropshipping Business Start Kaise Kare In Hindi - 2019

Dropshipping Kya Hai - 


DropShipping Ek Aisa Business Hai Jisme Aapko Na To Product Deliver Karna Hai Aur Na Apne Paas Rakhna Hai , Isme Sirf Aapko Computer Se Kaam Karna Hota Hai
Dropshipping Business Start Kaise Kare In Hindi 2019
Dropshipping Business Start Kaise Kare In Hindi 2019

Aaj Ke Is Post Me Mai Aapko , 

  • Dropshipping Kya Hai ?
  •  Dropshipping Kaise Kaam Karta Hai ? 
  • Dropshipping Kaise Start Kare ? 



In Sabke Answer Hindi Me Dunga.

Dropshipping Business Start Kaise Kare For Beginner -


Dropshipping Business Start Karne Ke Liye Aapko Kuch Steps Follow Karne Hoge Chaliye Hum Aapko Btate Hai Aap Kaise Dropshipping Business Start Kar Sakte Hai.

1. Market Research - 

Dropshipping Business Start Karne Se Pahle Aapko Market Me Research Karni Hogi , Ki Customer Ki Kya Jarurat Hai Aur Abhi Kis Cheez Ki Maang Jayda Hai

2. Select Product - 

Research Karne Ke Baad Aapko Product Select Karna Hai Ki Aapko Kya Sell Karna Hai

Example - T- Shirt , Jeans , Etc
Aap Kuch Bhi Sell Kar Sakte Hai Maan Lijiye Hume Jeans Sell Karna Hai.

Dropshipping Business Me Aap Kuch Bhi Sell Kar Sakte Hai.


3. Contact Manufacture -

Jaise ki Ab Hume Jeans Sell Karna Hai To Ab Hume Manufacture Ki Jarurat Hai Yaani Ki Jo Jeans Banata Hai

Start dropshipping in 2019
Start Dropshipping In 2019

Hume Us Company Se Contact Karna Hai Jo Jeans Banati Hai Aur Uski Jeans Ki Quality. , price Bhi Theek Hone Chahiye.

Hum Us Company Ko Bta Dege Ki Hum Aapke Sath Dropshipping Ka Business Karna Chahte Hai.

4. Online Website -

Iske Baad Aapko Dropshipping Business Ke Liye Apni Ek Site Bnani Hogi Aap Shopify , Woopler Ka Use Kar Sakte Hai
Dropshipping Business Start Kare For Begginers-MyDigitHindi.Com
Dropshipping Business Start Kare For Begginers

Ya Phir Hosting Lekar Khid Ki Site Design Kar Sakte Hai. Isi Site Par Aapko Apne Product Rakhne Hoge. Fliokart , Amazon Ki Tarah

5. Select Product Price -

Dropshipping Business Start Karne Ke Liye Is Sab Ki Baad Hume Price Select Karna Hai Ki Hume Product Kitne Me Sell Karna Hai

Eg - Agr Company Ne Hume Jeans 500 Rs Ka Diya Hai To Hum Us Jeans Ko 550Rs Me Apni Online Site Par Sell Karege Jisse Hume Ek Jeans Par 50Rs Kama Sakte Hai.

Aapko Dropshipping Business Me Aisa Price Rakhna Hoga Jo Eye Catching Aur Achhca Ho. Ye Jayda Bhi Nahi Hona Chahiye...

6. Marketing -

Ab In Sab Ke Baad Aapko Marketing Karni Hogi.

Dropshipping Start kaise kare hindi me
Dropshipping Start kaise kare hindi me


Yaani Ki Aapko Apne Product , Site Ke Baare Me Logo Ko Batana Hoga

Aap Facebook Par AD Campaign Bhi Chala Sakte Ho But Isme Aapko Thoda Invest Karna Hoga

Aap Youtube , Twitter , Instagram Par Apne Product Ko Logo Tak Pahucha Sakte Ho.


Dropshipping Busienss Ke Fayde Hindi Me -



  1.  DropShipping Ka Ek Fayda Yah Hai Ki Isme Aapko Bahut Kam Paiso Ki Jaryrat Padti Hai Yaani Ki Investment Na Ke Barabar Hai
  2. Isme Aapko Shipping , Packing Ki Tension Nahi Leni Hoti.
  3. Aap Sirf 1 Computer / Smartphone Se Dropshipping Ko Kahi Se Bhi Start Kar Sakte Ho
  4. Isme Aapko Koi Special Skill Ki Jarurat Nahi Hai
  5. Dropdhipping Business Ko Aap Future Me Bda Sakte Ho Like - Flipkart.  Amazon.


Conclusion -

Dropshipping Business Start Kaise Kare Ye Jaankari Aapko Post Padkar Mil Gyi Hogi

Is Sab Ke Baad Mai Yahi Kahna Chahuga Ki Agar Aap Dropshipping Business Me Thoda Dimaag Aur Time Laga Dete Ho To Aapko Jald Hi Result Mil Jayege

Dropshipping Business Ki Achchi Baat Ye Hai Ki Isme Abhi Jayda Competition Nahi Hai

Aur Rahi Baat Paise Ki To Isme Invest Sirf Thoda Hi Karna Hai. Itne Paise Har Koi Afford Kar Sakta Hai.


Post a Comment

Previous Post Next Post